47th BLOG POST -->>
Hum yunhi to nahi likhte the apne hal-e-dil kagaaz pe
Wo kisi ki se bepanaah mohabbat ke daur hua karte the"
Ab duri hai itni aankhein meri num..
Tujh bin ronaa aaye par aansu hai kam..
Aye khuda mohlat de de ki keh de hum..
Rona hai mujhko ab toh rone doh…
Khoya hai sabkhuch iss ko bhi khone doh…
Ruk rahi hai ye saansein inhe rukne doh..
Thama jo haath kyon chhutaa?
Kyat tera saath hai jhutaa….
Kya inn sawaalon ka kya jawab du…
Kehne ko sab hain puree…
Tere bin mere gum bhi adhure…
Hai bad dua ki ab bhi zinda hu….
…. main…
Jab wo hamare hathon mein banke ek lakeer the…
Badlte waqt aur badlti insani fitrat ki tarah..
Hum bangaye shayar warna hum v pir the…"
Oh Khudaa….Tu kahan ??
Tujhe hai mangaa har duaa..
Khuda bhi khud hai ab gawaah…
Na aisa ek bhi din gaya…
Judaa jo tujhse main raha
Tu mujh mein hai kuch iss kadar..
Ye main jaanu aur bas khudaa…
Oh Khudaa…..
Meri bandagii ki tu hi hai wajah
Warna main kaafir bhala, ye hai meri saza…
Beete lambho ka saudaa ho jo kahin..
De du main apni jaan bhi jaan k badle wahin..